General Knowledge Quiz

adv
Santra utpadan mein Raj. ka kaunsa District famous hai?(Police-11)
"Jhalawar"

NainuRam kis andolan se related the?
"Bundi Praja Mandal Andolan"

'International Monetary Fund' ki 1st woman head?
"Christine Lagarde"

Raj. ki 1st sahakari samiti 1905 mein kahan sthapit ki gayi?(RAS-10)
"Ajmer k Bhinay mein"

2018 k Winter Olympics kahan honge?
"South Korea"

Raj. mein kitne Krishi Vishwvidyalaya hai?(RPSC-10)
"2"

Sishu Mrityu dar kis mein abhivyakt ki jati hai?(RPSC-10)
"Rate per 1000 Jeewit Janm"

CORRIGENDUM:
Chaksu mein Sitla mata ka mandir kisne banwaya?
"Sawai Man Singh-I"

Sabse Pahle Rastrapati Shashan Kaha Lagu Kiya Gya?
"Kerla"

Raj. mein Khaare paani ki sabse badi jheel?(VanRakshak-11)
"Sambhar"

Jain Vishw Bharti kahan?(BSTC-11)
"Ladnun

2011 ki World Economic Forum ki varshik baithak kahan hui?
"Davos"

'Bar Council of India(BCI)' ka chairman kaun hai?
"Ashok Parija"

World ka oldest National Flag 'Denmark' ka h.
1st Antibiotic drug in d world?

"Penicillin,discovered by Alexander Fleming-1928"

Raj. ka Dhatu-Nagar?(RPSC-11)
"Nagaur"

Raj. mein 1st Vidhansabha ka samay?(Patwar-09)
"1952-57"

Kis Raja ke vansaj Gurjar Pratihar kahe jane lage? (RPSC-11)
"Nagbhatt-II"

Raj. ki 1st Cement Factory kahan sthapit ki gayi?(RPSC-11)
"Lakheri"

Annie Besent ka birth kis desh mein hua?
"Ireland"

Vatican kis nadi k kinare basa hai?
"Tiber"

Luni nadi k kinare bharne wala mela?
"Mallinath Pashu Mela"

II-World War mein Pearl Harbour par attack kisne kiya?
"Japan"

Chaksu mein Sitla mata ka mandir kisne banwaya?
"Maharaja Ishwari Singh"

Terahtali Dance kis lokdeota se related hai?
"Ramdeoji"

India ki 3rd Military Academy 'Gaya' mein sthapit.
Rastriya Jalia Jeev-Ganga Dolphin.

Jab Pushkar ki pahariyon mein bhari barish hoti hai to kahan baad ati hai(RAS08)?
"Balotra"

Meenmata rog ka karan?(RAS08)
"Para"

Raj. ki Bahurupiya kala ko anek countries mein pradarsit karne wale?(RAS99)
"Janki Lal"

'Bani Thani' kis Chitra Saili se related h?
"Kishangarh"

Nobel Prize-11:
Chemistry: Dan Shechtman.
Physics: Saul Perlmutter and Brian Schmidt & Adam Riess.
Medicine: Bruce Beutler, Jules Hoffmann.

Raj. ka First village Court Jaipur k 'Bassi' mein sthapit.

Supreme Court mein ab Max. '31' Judges.

Raj. Congress Pradesh Adhyaksh: Dr.Chandrabhan.

Raj. Police Mahanideshak:Harish Chandra Meena.

20th Commonwealth Games, 2014 mein 'Glasgo (Scotland)' mein honge.

17th Asian Games, 2014 mein 'Ichion (S.Korea)' mein honge.

Jaipur, India ka 10th biggest e-commerce kendra hai.

French Open 2011 Winner-

Male- Rafel Nadal(Spain).

Female- Lee Na(China).

USA ki Republican party ka symbol kya hai?
"Elephant"

'Mekhela' kis state ki traditional costume hai?
"Assam"

Raj. se 1st SC warg ki Female Loksabha Sadasya-Sushila Bangaru(Jalore).

Raj. se 1st ST warg ki Female Loksabha Sadasya-Usha Devi Meena(Swai Madhopur)

Raj. se 1st Female Rajyasabha Sadasya- Sharda Bhargawa(Congress).

Raj. se sarvadhik baar chuni gayi Female Loksabha sadasya- Vasundhra Raje(BJP).

Nagarjun Sagar Pariyojana kis nadi par hai?
"Krishna"

Heerakund Dam kis nadi par hai?
"Mahanadi"

Gandhi Sagar Dam 'Chambal' nadi par hai.

Sabse jyada time tak PM rahne wale person-Jawahar Lal Nehru.

Sabse kam time tak PM rahne wale person-Ch. Charan Singh.

UPA president-Sonia Gandhi.

Indira Gandhi Vradhawasta Pension kab start hui?
"19 Nov 2007"

Pradhanmatri Rozgar Yojana kab start hui?
"2-10-93"

MG-NREGA Yojna kab start hui?
"2-2-06 ko Andhra Pradesh k Anantpur Ditrict k Bandlapalli se"

India ki 'Sanvidhan Nirmatri Sabha' k total kitne adhiveshan hue?
"11"

Sanvidhan Sabha ki 'Prarup Samiti' ka gathan kab hua?
"29 Aug 1947"

"Great Indian Bastard" kise kahte hain?
"Godawan"

Bhediyon & unke prajanan k liye famous India ka ekmatra abhyaranya?
"Kumbhalgarh Abh."
adv

0 comments: